获取下载链接
歌词

作词 : Roshan Bhat

作曲 : Roshan Bhat

Dekho toh yeh kaisa hai nazara

Chaaron ore hai bahara

Raat bhi lagey jawa jawa sa

Aaja kar le nazrein chaar

Dekho toh yeh kaisa hai nazara

Chaaron ore hai bahara

Raat bhi lagey jawa jawa sa

Karle zara tu waqt pe aitbaar

(Naach uthi hai zameen

Jagmaga utha hai aasmaan

Hum hain iss pal mein yahaan)

Befikar hum hai udey

Satrangi aasaman mein

Nasha hai tujhmein hi ya

Hum hi bin piye beheke

(Naach uthi hai zameen

Jagmaga utha hai aasmaan

Hum hain iss pal mein yahaan)

Raat hai,

Beimaan

Ho jaa tu

Beparwah

Mauj hai

Hai kya fikar?

Tod de tu

Saari paabandiyaan

(Naach uthi hai zameen

Jagmaga utha hai aasmaan

Hum hain iss pal mein yahaan)